Rohani Amliyat

Rohani Amliyat ,” amliyat ka matlab ha amal ki jamma ,aur kisi amal ka daromadar neeat per ha.ke jis neeat se aamal kia ji ga us he thara ka nteeja nikle ga.amyliate ka lafz khas toor per is lie istamal hota ha ke jhan kisi bhi roohani ya shaytani qwat ki madad se ayse mukfi tareeqe se amal kia ji ke maqsad hasil ho ji.is kam ke lie amaleen ne apne mukthalaf tajrbat o mushaidat ke zarie se qanoon banye han jin ka quran o hadees se koi talaq wasta nai ha aur na he allah ne kha ha ke ye ism itne dafa phero ge to ye kam ho ji ga ya is ka ye nteeja nikle ga.aur ye ke ye tamam qanoon insan ke apne banae hoe han.pher jo log bagar soche samje taweez likh ker samjte han ke ye kam ho ji ga wo sirf waqt zia kerte han.

wase to amliyat ki buhat se iqsam han per sub se ziada mushoor noorani, shaytanee, aur juffar han jin ko her amil apni zuban ke mutabiq istamal kerta ha.koi is ko noorani to koi rehamani kheta ha ,koi kala jadu aur koi shaytanee totkee wagara wagara.her koi kamyab amil bana chata ha aur chata ha ke jo chi ho ji to pher us ko chai ke neache de gai sharayat ko ghor se phere aur samje.

English translation (amliyat)

The word amliyat is derived from the word amal which means an act of doing something to achieve a certain goal but the act is done through ones inner spiritual or satanic powers.some people do it with the numerical system.Different magicians use different terms for thier amaliyate some call it noorani or done with spirits and othe are know as black magic amliyate in kalajadoo or shayteen ke amal.all of these amliyat are made by humans there self and are done according to their beliefs and practices.it has nothing to do with quran or hadith.so if you want to practice them correctly then fallow the following rules:

Types Of Amliyat:

Roohani o Noorani Amliyat

roohani ya noorani amliyate se murad wo amal han jo quran o sunat ke daiyre me rehte hoe kie jai ya pher jin me shirk ya allah ke nafrmane na ho.buhat se amliyate yani amal jo ahadees se sabit han ya jin ke ulma ikram ne ijazet de ha.yani noor ke wo qwoat jo quranic ayat ko khas traqee se pherne se hasil hote ha .is me asksar aukat 40 din ke chala kashe shamil hote ha jis me waqt o jga ke pabandi ki jati ha take us khas noori qwowat ko hasil kia ja sake.is me wozu me rehna haram o halal ke tameez karna buhat zaroori hota ha.aur aksar auqat jlali o jamli pherez o jumma se bhi pheraz hota ha.

English translation roohani o noorani amliyat

roohani or noorani amliyat are those amliyate which are derived from quranic verses of quran or which are mentioned in ah-hadith .To obtain the special power of these white magic spells a continues ritual has to be preformed for 40 days .The time and the place are fixed for 40 days until the completion of the ritual.

Amliyat Kala Jadu

kala jadu ke amaliyat wo han jo satan ke madad se kie jate han aur jin me jaduger satan ki khadmat hasil kerne ke lie thara thara ke ghuna kerta ha take us ko satan ka quarb hasil ho.is ke ilawa 40 se 70 din tak napaki ke halat me rehete hoe us ko manter wagara ka wird karna hota ha .jis ke baad satan aur jaddoger me ek muhada te pata ha jis me jadger ko shirkia aur gunnah ke kam alaniya ya chup ker kerne hote han.pher buhat se satan o jinn us ke madad ke lie hazer ho jate han.

English Translation

black magic amliyat(ritual)are done by help of satanic aid.The black magic master has to sell his/her soul to the devil and worship him to obtain power.he has to enchant different mantras for 40-70 days in impure state and committee sins to get favour of satanic demons .the bigger the sin is the more power he gets.and lot of demons are there to serve him in return as he becomes one of there agent.

3.sifli amaliyat

safli amaliyat wo amaliyat han jin me janaweron ki hadiyan istamal ki jate han .phele un ko satan ke name per zibbah ki jata ha aur pher un per mukhtalaf kism ke tilisam likhe jate han aur jab quran ke ayat ko haram jamwer ki hade per likha jata ha to Satan khush ho ker apne jinnat ko jadoger ke kam kerne ko kheta ha.

Translation (English)

safli magic is a type of black magic in which bones of animals are used but first theses animals are sacrificed in the name of satan .Then different talismans are written on theses bones to achieve a certain goal. When the quranic verses are written on the bones of haram animals bones to please satanic demons they do the work of the master very happily.

4.amiliyat by juffar:

ye wo amliyate han jin me ilmul addad ko quwad o zwabit ke saath taweez ki shakal me dhala jata ha ya pher hufroof ko rado badal ker ker ya apas me taksheer ker ke shamal hall kia jata ha.per is ilm ke zarye kam kerne ke lie ilme nujoom ilm addad aur ime saat ka iml hona zaroore ha warna ye namukmal ha.
Translation

juffar amals are those amliyate which are practiced according to formulas of ilme juffar and the numerical values or alphabets put in such a form to create different taweez or talismans in order to get a desired goal but this also requires the skills of other knowledge of stars orbits timings other wise it wont work.

How to preform proper amaliyat

amal ka waqat (proper timing)

her din ke khas asart hote han ,in dino aur saaton me khas mutabquat ha so jab bhi koi amal tayar keren to dhek len ke us din ka kia hukum ha.

every day has its own effect when it comes to ritual so some have positive energies and other has negative so one shall consider this before proceeding.

1.atwar(sunday) love, friendship,success ,fame,luck,all the positive things.

2.peer(monday)job,winning lottery,meeting kings and queens,anything positive .

3.mungal(Tuesday)destroy enemies ,divorce,kill enemies,make some one ill,all negative things.
amlyiat ke bukhoorat (incense to burn)
amilayte men bukhoorat ka istamal bhi bre treeqe se kerna hota ha .yani jis saat me amal keren isi ka bukhoor bhi dena hota ha.

shams:kalwamgi,sandal surkh,gundam,saffron

qamar:kafoor

atarat:sandal,mushk,raal,sandal safad

zahra:kafoor,sia dana,chane,zaffran

marakeeh:kalimirch,laaal mirch,talkh bukhoorat

mushtree:misre,sarso,sugar,shad,

zahal:kala namak,sarso,kala dana,balchar,gulab

amil ki jga (the place for ritual)

amil ki waqat o gha ek he rakhna hote ha,jab se amal shuro kere aur akhtatam tak wo he waqat aur wo he gha rakhe.agar ek din bhi waqat ya gha ki pabande agar na hoi to sare mehnat zia ho gi ge.

The place of the ritual during amal shall remain same till 40 days and should not change otherwise all the effort will be wasted and it has to be redone.

irtakaze tawajoo (concentration)

irtakze tawojo bhi amliyat me buhat ahamet rakhte ha ,koi ke agar amil ki tawjoo ek kam markooz nahi ho ge to us ka koi bhi amal kambyab nahi ho ge.is ko hasil kerne ke lie amil ko mukhhltif mashken kerne hote han jis ke baad wo koi bhi amal kamyabi se ker sakta ha.
The power of concentration is very important for any amil to be successful in his tasks ,if he does not have the power of concentration then he can not do anything .To obtain this power he has to do certain eye and brain training exersizes.