Perhaz Jalali Wa Jamali or Mushtarik

Perhaz Jalali Wa Jamali or Mushtarik
Perhaz Jalali Wa Jamali or Mushtarik
perhaz jalali wa jamali or mushtarik

 

Perhaz Jalali Wa Jamali or Mushtarik ,”  As salamu allaiqum perhaz jalali ka bare main batata ho ka yeah kio karte hai or is ka karna q wajib hai

maloom hona chaheya k perhaz amel kis waquat ikhtayar karta hai jab wo amal jalali shoro karna ki tabiyaare kar raha ho ka ager amal jalali main ager amel se zara se be galte ho gui to mokel is ko foron saza de ga or jan be la late hai mokel ahsa amel ki kio ka in ka mezaj shola hota hai or yeah atish hota hai mokilate amliyat or azmiyat main parhaz jalali wa jamali karna intahahe zaroore hota hai taka amel apni jan ki hifazat kar saka
ager kisi ahsa jaga amal kardeya jaha per badbo ah rahe ho ya ajeeb se basand ah rahe ho to mokel is ko foron rajat maree ga kio ka mokelat ko khusbo bohat passand hote hai abb main likhta ho ka kin kin cheezo ka perhaz karna zaroore hai .
machili,ghost, anda, lason,payaz,shahad,mashak,sirka,moli,hing,anber,choware,or tamam mawejat,pan,til ka tail,niswar,gotka,mawa,sigrate,hoka,bere, or tama nasha karna wali cheeze,chamre ka istamal tarak karde yaha tak ka hath be na lagahe , darya nadi ka pani peya, rashmi oni or dosare hawani ka kisi be hisa ka bana howa kapre ka istamal na kareen chako be hati ka daat ka dast ka , or bara singah wegara ka , jota moza gatahe istamal na karen , hajamat na banwahe , nakhone na kate , hambistare na kareen , gayer ka bister per na late , milna jolna sab se tarak kar ka alaidgee ikhtayaar kareen her waquat ba wazu rahe or ager himat hai to roza be rakhe , roz ana ghosal kareen kapra begar sila howa pehna , khone jisam ka kisi be hisa se bahar na nikal pahe, daraket shak jis main mewa nikalta ho wo apna hath se na toore sirf us jaga ka bal kate jin ka tarash na sunat hai example bagal or sharamgah is ka elawa jisam ka kisi or hisa ka bal na kate ghore or hati per sawar na ho

perhaz jamali ka bare main batata ho ka yeah kio karte hai or is ka karna q wajib hai
amliyat jamali ka mokileen rahem dil hote hai laken wo apni azade ka liya pore kushes karte hai ka is amel ka chogal main na pasa wo apni poore kushes karte hai ka bach kar nikal jahe laken yeah mokel is kader taquatver or shola mezaj nahi hote jesa ka amliyat jalali ka mokileen hote hai yani yeah amel ki gaflat or is ki la pervahe se faida utha kar is ko thora bohat nooksan deta hai laken amel ki jan nahi leta or na he amel ko rajat marte hai ka wo galio main pagalo ki tarah phirta rahe yeha rahem dil hote hai
is ka perhaz main likh deta ho
ghost , machili payaz, sirka , lason , hambistare, dahe, mitahe, se perhaz kareen, meya or sirso ka tail us sorate main istamal kareen ka is ki paki main zara baraber be shak na ho

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*