
Pasand Ki Shadi Jaldi Hone Ka Wazifa ,” Agar kisi larkay ya larki ki shadi main bohat mushkilain hon aur kisi tarah se rishta tay na hota ho tou aisay main Asar ki namaz ke baad 21 – 21 times Darood (pehle aur baad) phir 1 baar buland awaz se Surah Al-Ahzab ki tilawat kare aur musalsal 11 din amal kare. Insha’Allah in 11 dinon main rishta ho jaye ga.
Note :- Namaz Ki Pabandi Shart Hai……. Ye Amal Khilwat (Tanhai) Main Kare.
Shadi Ka Taweez :-
Agar koshish ke bawajod rishta na ata ho aur agar ata ho aur pasand kar ke chala jata ho tou Surah Al-Nahl ki shuru ki 16 Ayaat ba wazu paak aur saaf kaghaz par mashk aur zafran ba amr-e-majburi paak roshnai se likh kar larki ke galay main daal dain.
Leave a Reply